Door rah kar kareeb rehne ki aadat haiDoor rah kar kareeb rehne ki aadat haiYaad bankar aankhon se bahne ki aadat haiKareeb na hote hue bhi kareeb paogeMujhe ehsas bankar rahne ki aadat hai
Door rah kar kareeb rehne ki aadat haiDoor rah kar kareeb rehne ki aadat haiYaad bankar aankhon se bahne ki aadat haiKareeb na hote hue bhi kareeb paogeMujhe ehsas bankar rahne ki aadat hai
Door Se Aaye The Saki Sun KeDoor se aaye the saki sun ke may khane ko humBas taraste hi chale afsos paimane ko humMay bhi hai, meena bhi hai, sagar bhi hai, saki nahiDil mein aata hai laga dein aag maykhane ko humHumko fansna tha kafas mein kya gila sayyad kaBas tarsate hi rahe hain aab aur daane ko humBaag mein lagta nahi sahra mein ghabrata hai dilAb kahan le jaake baithe aise deewane ko humKya huyi bhool humse tu bata de eh naajirTaaki saahi mout samajhe aise mar jaane ko hum
Rehte hain hum door to kya huaRehte hain hum door to kya huaHum juda to nahiBaat nahi ker sakte to kya huaHum khafa to nahiNa nilna hamari majboori haiPer hum bewafa to nahi
Aap se door ho kar hum jayenge kahaAap se door ho kar hum jayenge kahaAap jaisa dost hum payenge kahaDil ko kaise bhi sambhal lengePar aankho ke aansu hum chupayege kaha.
Hum khud par kabhi gurur nahi karteHum khud par kabhi gurur nahi karteYaad karne ke liye majbur nahi karteMagar hum ek baar kisi ko apna bana leTo use zindgi se kbhi door nahi karte